Friday 22 July 2016

How To Change Facebook Account Name Within 60 Days

Facebook Bahut Acha Platform Hai Jaha Par Hum Aapna Extra Time Spent Kar Sakte Hai Bina Bor Hue. Facebook Bahut Hi Jayada Viral Ho Gya Hai Or Sath Hi Facebook Me Kuch Privacy Add Kar Di Gyi Hai Or Facebook Me Kuch Limits Set Ki Gyi Hai Usko Follow Karna Hota Hai Me Aapko Bata Du Ki Wo Rule Kon Kon Se Hai.



FACEBOOK TERMS AND POLICY
Facebook Ke Kuch Niyam Or Kuch Sharte Hoti Hai Jo Niche Di Gyi Hai

• Aapne Recently Aapne Facebook Account Ka Name Change Kiya Hai To Aap 60 Din Se Pahle Dubara Nhi Badal Sakte
• 250 Likes Se Jayada Likes Wale Facebook Page Ka Hum Name Nhi Badal Sakte
• 5000 Member Se Jayada Member Hone Wale Group Ka Name Nhi Badal Sakte
• 5000 Se Jayada Friend Aapni List Me Add Nhi Kar Sakte
• 999 Se Jayada Logo Ko Friend Request Pending Me Nhi Rakh Sakte
Requirements
• Aapne Id Card Ki Clear Photo ( Aap Aap Mobile Se Click Kar Sakte Ho )
• Aapne Facebook Account Par Aapni Real Photo Set Kar Le



• Internet Ke Bare Me Normal Jankari Jaruri Nhi Bahut Hi Jayada Jaruri HaiHOW TO CHANGE FACEBOOK ACCOUNT NAME WITHOUT WAITING 60 DAYAaj Me Is Post Me Aapko Ek Khash Trick Batauga Jisse Aap Aapne Facebook Account Ka Name Kabhi Bhi Badal Sakte Hai Mujhe Kal Ek Mail Aaya Jisme Ek Bhai Ne Mujhse Pucha Ki Facebook Account Ka Name Kaise Change Kare Before 60 Or Aapko Bata Du Ki Ager Aap Aapne  A/c Ka Naam Bar Bar Lagataar Badalte Ho To Facebook Ek Limit Lag Jati Hai Jisme Aapko Kaha Jata Hai Ki Hum Facebook Account Ka Name 60 Day Se Pahle Badal Nhi Sakte Par Aaj Is Article Ke Jariye Aap Aapne  I'd Ka Name Badal Sakte Hai.

Step-1 Sabse Pahle Aapne Fb Account Me Login Kare Or "Setting" Me Jaye
Step-2 Ab "Genral" Me Jaye.
Step-3 Ab Aapke Samne Naam Hoga Aapko Uss Par "Click" Karna Hai
Step-4 Ab Yaha Par Ager Name Changing Ka Option Aa Raha Hai To Aap Aapne Name Badal Sakte Hai Or Ager Yaha 60 Day Yaha Eshi Kuch Limit Aa Rahi Hai To Aapko Waha Diye Gye Par Click Karna Hai.
Step-5 Ab Aapne Samne Ek New Page Open Hoga Waha Last Me Click Kare

Step-6 Ab Aapke Samne Ek Form Aayega Usko Kuch Ish Tarah Se Bharna (Fill) Karna Hai
New First Name - Yaha Par Aapko Aapne Name Ka First Text Likhna Hai
New Middle Name (Optional) - Aager Aapka Name 3 Text Ka Hai To Aap Aapne Name Ka Middle Text Likh Sakte Hai Ager Nhi Likhna Chahte To Khali (Blank) Chodd Sakte Hai
New Last Name (Surname) - Yaha Par Aapko Last Name Fill Karna Hai Iska Example Dene Ki Jarurat Nhi Hai Aap Shamjh Hi Gye Hoge Ki Aapka Last Name Kya Hai Or Eshe Blank Bhi Nhi Chodd Sakte Hai
Reason Of This Changes - Ab Facebook Name Change Karne Ka Reason Aapse Puchegi Aap Option Se Koi Bhi Select Kar Sakte Hai
Your I'd - Ab Aap Sochege Ki Yeh Kya Hai Me Aapko Bata Du Ki Yaha Par Aapko Bus Aapne Kisi Bhi Id Card Ki Photo Click Karke Upload Karni Hai Or Ek Bat Bata Du Aapko Ki Aap Fake Bhi Bna Sakte Hai
Note :- Koi Bhi I'd Ki Photo Ho Chalega Bus Name Or Picture Clear Honi Chahiye
Yeh Sab Form Me Fill Karne Ke Bad "Send" Par Click Kare Ab Aapka Request Submit Kar Liye Jayega Or 5-8 Gante Ke Bich Me Aapka Name Change Kar Diya Jayga Or Isi Tarah Aap Bar Bar Name Aasani Se Badal Sakte Hai

To Dosto Kaisa Laga Yeh Article I Hope U Like This.. Mujhe Umeed Hai Aapko Jarur Acha Laga Hoga Or Ager Koi Bhi Problem Aaye To Comnent Jarur Kare.

0 comments:

Post a Comment