Friday 15 July 2016

Android me Lock kese remove kre.

Dosto Maan Lo Aapke Mobile Me Aapne  Lock Setup Kiya Or Aap Pattern Bhul Jate Hai To Kya Krege? 75% Users Service Center Me Jayege Or Waha Paise Dekar Unlock Karwayege Par Aaj Me Is Article Me Kuch Esha Batauga Jisse Aap Khud Kahi Bhi Kabhi Bhi Aapna Pattern Lock Tod Ya Unlock Kar Sakte Hai Par Iske Liye Aapko Yeh Article Pura Padhna Hoga.




Me Aaj Aapko 2 Simple Trick Batauga Jisse Aap Aasani Se Is Problem Ka Solution Nikal Sakte Hai


Aap Aapne Mobile Device Ka Pattern Monile Ko Reset Karke Bhi Hata Sakte Hai Or Yeh Bahut Hi Jayada Aasan Hai Isliye Mene Aapko Niche Step By Step Bataya Hai Jisse Aaapko Bahut Hi Aasani Se Samjh Me Aajayega Par Isse Aapke Device Me Jo Data Hai Wo Reset Ho Jayga..


1. Sabse Pahle Aapne Android Mobile Phone Ko Switched Off Kre.

2. Ab Aapne Device Ka Power  Button Ek Sath Press Kre Or Switch On Kre.

3. Ab Kuch Der Wait Kre Jab Tak Aapko Factory Restore Ka Opption Dikhe.

4. Ab Aapko Factory Mode Me Ho To Volume Down Button Press Karke

5. Ab Aage Isi Tarah " Select Kre Ab Aapka Mobile Switched Off Ho Jayga Ab 5 Mint Bad Aapka Mobile Automatic On Ho Jayga Or Sath Hi Aapke Mobile Ka Pattern Hat Chuka Hoga.

Note:- Is Se Aapka Pattren To Hat Hi Jayga Or Iske Sath Hi Aapke Internal Memory Format Ho Jayga.

Yeh Pattern Reset Karne Ka Sabse Aasan Trika Hai Or Es Trick Se 1 Minute Se Kam Time Me Pattern Ko Hata Sakte Hai Or Sabse Achi Bat Yeh Hai Ki Aapka Koi Data Reset Nhi Hoga Yani Ki Aap Aapna Pattern Hata Sakte Hai Bina Kuch Format Ya Delete Kiye.



Requirements:

Aapko Aapna Gmail Account Yaad Hona Chahiye Jo Aapne Aapne Google Play Store Me Add Kiya Tha Ager Aapke Pas Gmail Account Yaad Hai To Yeh Aap Aasani Se Kar Paoge.

1.  Sabse Pahle Wo Mobile Le Jisme Pattern Laga Hua Hai Or Aap Uska Pattren Bhul Chuke Ho To Sabse Pahle 5-6 Bar Galat Pattern Lagaye Ab Aapko 2 New Option Show Hoge.

2.
(i)Next Ya Forgetting Password
(ii) Try again
par click kre.

3. Ab Aapse Aapne Us Gmail Account Ki Detail Mangi Jaygi Jo Aapke Mobile Me Added Hai Or Aapko Sahi Sahi Gmail Id Lagana Hai Or Par Click Karna Hai.

4. Ab Aapke Samne Kuch Der Bad Ek New Window Show Hogi Jisme Aapko New Password Set Karna Hai

Is Tarah Aap Aasani Se Aapne Pattern Ko Ghar Par Hi Unlocked Kar Sakte Hai Or Isse Aapke Time, Money Dono Ki Bachat Hogi To Dosto Kaisa Laga Yeh Article Ager Acha Laga Ya Koi Dikkat Aaye To Niche Comment Box Me Comment Kre... Or  Daily Visit Kre Hum Yaha Internet Or Isse Judi Jankari Hindi Me Share Karte Hai...

1 comment:

  1. FreedomPop is Britian's #1 COMPLETELY FREE mobile phone provider.

    Voice, text & data plans costing you £0.00/month (ABSOLUTELY FREE).

    ReplyDelete